Friday, April 13, 2012

Ektarfaaa harkitta kaand zindagi he
Lapete mein leti ek bandagi hai. 


Ghazal mein mahfooz jesa rakha ek phool, 
kaand karo to harkitte kaante.






Biradari ke log dhoondhne se milte nahin, milne par unhe dhoondha jata hai. Mil jane par unhe parkha ja sakta, fir samjha jata hai. Aise mein ek dosti mil jaati hai jiska sirf unhe hota hai pata jo comrade hain.


dabi si hansi aajkal hum sabhi haste hain, na is deewar ko hum thahako se tod pa rahe hain, na humare rone se deewar ki neev hilli hai. Kis baat par minmina rahe hain?


Galtiyon se hi insaan hote hain