Saturday, February 26, 2011

din din shukra manata hoon
ki har roz khatta dhai jamata hoon
mithaas pad gayi agar in haathon mein,
to shakkar ko shukriya kehna bhool jaunga.

Friday, February 25, 2011

tumne pyaar ki keemat samjhi nahin to meri nazar ko badnaam na karo...


ishq karke choodhna bhi ho to sare-aam na karo